Email Id Kaise Banaye 2023 Me | Create Email ID in Just 2 Minutes

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Email id kaise banaye hindi me,email id kaise banaye google par,email id kaise banaye youtube ke liye,email id kaise banaye play store ki,Create email id,Purana email id kaise banaye,how to find email id,how to create google id

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai Techineasy aur aaj mai aap logo ko batane wala hu ki kaise aap apni EMAIL id bana sakte hai wo bhi apne Android phone me.

Filhal Android phone me banaye ya fir pc par kisi par bhi bana sakte hai process same hai abhi aage mai jo bhi batane wala hu bas ushe aap step by step follow kare aur aap bhi E-mail id just 2 minuts me bana payenge fir kabhi aap ke man me ye question nahi aayega ki email id kaise banaye.

Toh chaliye dekh lete hai ki kaise hum EMAIL id ko bana sakte hai.. To make an email id in just 2 minutes follow these steps and Create an email id.

E-mail id kyon banaye?

Dosto aaj ke samay me agar aapke paas ek smartphone hai toh fir aapki e-mail id ka hona bahut jaroori ho gaya hai.

Jab tak aapki E-mail id nahi hogi tab tak aap apne smartphone ko sahi se chala hi nahi payenge aapke phone ke bahut sare software hi nahi khulenge agar hame online koi app kholana ho ya phir youtube par Like or comment karna ho ya fir Playstore se koi app software Download karna ho ya kisi ko koi Mail bhejana ho ya phir online kisi website se kuchh khareedana ho,

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Tab bhi e-mail id ki hi aavasyakta padegi E-mail id ke bina ye sare kaam ka pana mumakin nahee hai. Ur agar aapki e-mail id bani hai toh aap apane mobile ke sabhi app chala sakate hain.

For example– Google Play Store, YouTube, Google Drive, G-mail, and Online Shopping such as Amazon, Flipkart, Mytra, etc.

E-mail id hone ke benefits (Fayde)

Agar aapke paas aapka E-mail id bana hai toh aap apne Smartphone ke sare app software aachi tarah se chala payenge or Kisi ko agar koi mail bhejna hai toh wo bhi aap aasani se bhej payenge Playstore koi bhi app Install kar payenge.

Aur kahi bhi kisi bhi Website par apna account bhi bana payenge yaha taki ki aap kisi bhi online shopping website se Shopping bhi aasani se kar payenge lekin ishke liye aapko ye pata hona chahiye ki email id kaise banaye.

Email Id Kaise Banaye? 

EMAIL id banane ke liye filhal kisi cheej ki jarurat nahi hoti hai bas ek Android phone aur usme hona chahiye netpack bas itna hi android phone me e-mail id banane ke liye 
niche jaise jaise mai bata raha hu bas aap waise hi follow kijiye fir kuch hi seconds me aap bhi apni E-MAIL id bana payenge.

  • Sabse pahle aap apne Android phone ki setting me jaye.
  • Fir accounts par click kare.

Email Id Kaise Banaye

  • Fir add an account par click kijiye.
how to create email id
  • Google par click kijiye
    Fir ek new window khulegi fir waha par likha hoga Email id or phone no. us par mat click kijye because waha par Google aap se ye kahta ki agar aap ki koi pahle se Email id bani hai kya aap wo hi account open karna chahenge isi liye puchta hai,

To hame us par click nahi karna hai kyonki hame to new Email id banani hai to hume niche jaha par Create an account  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapko apna name dalna fill karna hoga.

  • 1.FirstName[me kewal apna name dale jaise Ashish,rahul,raj]
    2.Lastname[me jo aap apne name ke baad me likhte hai jaise singh,sharma,varma,etc]
  • Fir Next par click kijiye
  • date of birth [Agli new window me DOB] daliye
  • GENDER me MALE or FEMALE select kare
  • Next kijiye
  • Username Fir hume USERNAME dalna hai for ex.rajuraj908070@gmail.com
    isme kewal @gmail.com ye nahi likhna hai kyonki ye Google by default hi likh dega to aapko bus rajuraj908070 itna likhna hai wo bhi ye nahi likhna hai ye maine sirf aapko samajhane ke liye bataya hai aap apna USERNAME dale.
  • Ab Next kijiye
  • PASSWORD daliye

Fir PASSWORD daliye aur yaad rahe PASSWORD kam se kam 8charecter ka hona chahiye aur ek strong PASSWORD banane ke liye apne PASSWORD me capital letters[ABCD] aur small letters[abcd] numeric letters[@!#$] ka istemal kijiye.

  • Next kijiye

Fir aapke samne ek form aayega ushe scroll karke niche aaye

  • Yes i’m in kijiye

Fir ek new window me payment info likha hoga aap

  • No Thanks kar dijiye aur Next kijiye

 Bas toh ban gaya aapka EMAIL account fir sab back kar dijiye aur apne Phone ke Gmail app par click kijiye fir usme agar aapka pahle se koi account bana hoga to wo bhi dikhai dega

how to create email id

aur jo aapne abhi-abhi e-mail account banaya hai wo bhi dikhai dega bas ush par click kijiye

how to create google id

Bus ab ban gaya aapka e-mail account

I hope aap logo ko apna Email account banane me koi problem nahi hui hogi aur agar aap logo ko ye post pasand aayi ho to hume Facebook par Like kare aur apne dosto ke sath share kare Thanks for reading…

FAQ

Q 1. मोबाइल में ईमेल आईडी कैसे बनाते हैं?

Ans. Google par click kijiye
Fir ek new window khulegi fir waha par likha hoga Email id or phone no. us par mat click kijye because waha par Google aap se ye kahta ki agar aap ki koi pahle se Email id bani hai kya aap wo hi account open karna chahenge isi liye puchta hai

To hame us par click nahi karna hai kyonki hame to new Email id banani hai to hume niche jaha par Create an account  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapko apna name dalna fill karna hoga. jyada jankari ke liye uper bataye gaye sare steps follow kare.

Q 2. नई ईमेल आईडी कैसे बनाये?

Ans. Create an account  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapko apna name dalna fill karna hoga.

  • 1.FirstName[me kewal apna name dale jaise Ashish,rahul,raj]
    2.Lastname[me jo aap apne name ke baad me likhte hai jaise singh,sharma,varma,etc]
  • Fir Next par click kijiye
  • date of birth [Agli new window me DOB] daliye
  • GENDER me MALE or FEMALE select kare
  • Next kijiye

jyada jankari ke liye uper bataye gaye sare steps follow kare.

Q 3. गूगल पर ईमेल आईडी कैसे बनाई जाती है?

Ans.

  • Google par click kijiye
    Fir ek new window khulegi fir waha par likha hoga Email id or phone no. us par mat click kijye because waha par Google aap se ye kahta ki agar aap ki koi pahle se Email id bani hai kya aap wo hi account open karna chahenge isi liye puchta hai to hame us par click nahi karna hai kyonki hame to new Email id banani hai to hume niche jaha par Create an account  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapko apna name dalna fill karna hoga
  • 1.FirstName[me kewal apna name dale jaise Ashish,rahul,raj]
    2.Lastname[me jo aap apne name ke baad me likhte hai jaise singh,sharma,varma,etc]
  • Fir Next par click kijiye jyada jankari ke liye uper bataye gaye sare steps follow kare.

Q 4. इस फोन की ईमेल आईडी क्या है?

Ans. Ish phone ki Email ID kya hai janne ke liye aapko Gmail app ke ander jana hoga fir aapko Left corner par three dot par click karke aap dekh sakte hai ki ish phone ki Email id kya hai.

Q 5. ईमेल आईडी में क्या लिखते हैं?

Ans. Email ID me mail likhe jate hai mail ek message ki tarah hi hota hai ya yun kahe ki message ka advance roop Email hota hai jisse aap kisi ke bhi paas mail bhej sakte hai aur usme koi picture, file, link, document bhi atach kar sakte hai.

Q 6. ईमेल आईडी में क्या लिखा जाता है?

Ans.Email ID me me mail likha jata hai jo ki message ka advance roop mail hai jise aap desh videsh kahi bhi inetrnet ki madad se aasani se bhej sakte hai aur ushme apna document bhi atach kar sakte hai.

Important Links:

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Hi guys, I am Ashish Raj Founder and owner of Techineasy.com Friends I am a blogger, and Youtuber My Youtube channel is Maurya Vlog Video, And know fast. Friends if you have any questions or Business queries then contact me. Contact info on the Contact us Page. Thank u....

Leave a Comment