How to upload url to google drive file in Hindi
Hello, and welcome dosto mai hu Ashish aur swagat karta hu apne blog par abhi aap padh rahe hai Techineasy aur aaj mai aap logo ko batane ja raha hu ki kaise hum kisi bhi file ko kewal URL se hi ush file ko Google drive me save Kar sakte Hai mtlab url to google drive file upload kaise kare toh chaliye jyada der na krte hue jaan lete hai ki kaise hum kewal URL se kisi bhi file ko Google drive upload Kar sakte Hai. so i am telling you guys how url to google drive file uploading. So let’s get start..
URL se Google drive me file upload kyo karna?
URL se kisi bhi file ko Google drive me kaise upload kare?
Step#1:

Â
Step#2:
Step#3:
Step#4:
- Ab neeche URL dalne ki jagah dikhai degi waha par aapko Jo bhi file upload karni Hai uska URL dale
- Neeche box ko check✓ rahne de taki file upload hone ke baad aapki email address par mail aajaye ki file upload hui Hai ya nahi
- Agar aapko apni file ka name change karna ho to Kar sakte Hai warna rahne de
- Upload par click Karen
File uploading me time kitna lagega?
Bat saf Hai jitni jyada badi [MB] aapki file hogi utna jyada time lagega aur depend karta Hai aapke internet connection par ki apka internet connection kitni speed de raha Hai.
Kuch der baad jab aapki file url to google drive me upload ho jayegi to aapke samne ek message show hoga.
Aur agar aap janna chahte hai ki Computer me Bolker kaise likhe to yaha Click kare
- IMPORTANT NOTICE
Abhi abhi savetodrive website se aap apni kisi bhi file ko URL se upload nahi kar sakte hai kyonki savetodrive website ke homepage par hi aapko ye message milega ki ye website kuch dino ya kuch mahino ke liye band hai aur aap is website par shayad August se apni files ko fir se upload kar payeÂ
Toh is prakar aap kisi bhi file ke URL se Google drive me upload karke rakh sakte Hai to kaisi lagi ye jankari aap logo ko comment karke jarur bataye aur agar jankari achhi lagi ho to like aur share karna na bhule to isi ke sath ye jankari yehi par khatm hoti Hai fir milte Hai aap logo se ek aur new jankari ke sath tab Tak ke liye bane rahiyeTechineasy ke sath bye bye..
Aur agar aapko Latest news or Job vacancies ke Latest news chahiye to aap Mr.Aakash kumar ke Blog ko bhi dekh sakte hai. unka Blog hai Newjankari.in Aap yaha click kar ke ja sakte hai Click kare
Thanks for reading….
Aur agar aap Computer me hindi me bolkar english me type karna chahate hai toh yah Click kare