apne naam ki ringtone kaise banaye download kare | apne naam ki ringtone kaise banaye jio phone me | ringtone kaise banaye online | How To Make Ringtone With Your Name
Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai techineasy aur jaisa ki aapne upar Title me padh hi liya hai ki aaj mai aap logo ko batane Wala hu ki kaise aap apne Mobile phone me apne name ki caller ringtone bana sakte hai ji ha dosto aaj hum yehi janenge to jyada der na karte hue chaliye dekhte hai ki kaise hum apne Mobile me apne name ki caller ringtone bana sakte hai…
Apne naam ki ringtone kaise banaye in 2022
- Toh sabse pahle Hume apne Mobile phone ke browser me Jana hoga aapke mobile phone me jo bhi Browser ho Chrome, FIrfox, Uc browser koi bhi browser ho aap use open kijiye

- fir waha par search box me type Karen www.fdmr.in yaha par click karke bhi us website par ja sakte hai jaha se apne name ki caller ringtone banani hai to website par Jaye fir waha par kuch aisa interface dikhai degaÂ
- to search box me type Karen wo name jis name ki aapko caller ringtone banani hai type Karne ke baad search par click Karen fir search hone ke baad aapke saamne bahut sari ringtone links dikhai dengi aur un links par likha hoga ki kis ringtone me Kya bola jaraha hai to aap apne manpasand ringtone link par click Karen
- aur fir aapke saamne us ringtone ko download Karne ko likha hoga
- link par click karke us ringtone ko download kar lijiye aur fir aap us ringtone ko play karke sun lijiye aur fir ush ringtone ko apne phone me laga lijiye.
Toh bas ban gayi na secondo me aapke name ki ringtone dosto mai janta hu ki aaj ki ye post bahut hi choti thi par knowledgeable thi kyonki mere kafi dosto ne mujhse pucha tha ki kaise hum apne name ki ringtone bana sakte hai to Maine bus isiliye ish ke bare me aap logo ko batayaÂ
To bas aaj ke liye itna hi I hope aap logo ko aaj ki is post me sab achhe se samajh aaya hoga to agar aap ko ye post pasand aayi ho toh pls neeche comment karke jarur bataye aur agar apne naam ki ringtone kaise banaye se related koi bhi sal ho to bhi aap neeche comment me pooch sakte hai aur sath hi apne dosto ke sath bhi share kare isi ke sath aaj ki is post ko yahi par end karte hai aur tab Tak ke liye bane rahiye Techineasy ke sath aur milte hai aapse ek aur new jankari ke sath.. Thanks for reading….
IMPORTANT LINKS
- Private calls ko kaise block kare
- Url to google drive file upload kaise kare
- PayPal account kaise banaye
- Computer me voice typing Kaise kare
Agar aap New movie download karna chahte hai toh yaha click kare