Computer Me Hindi Bol kar Kaise Type kare Computer Me voice typing Kaise kare
hello dosto swagat hai aapka Techineasy par Main Hoon Ashish aur aap padh rahe hain Bolkar type kaise kare aur aaj main aap logo ko Batane Ja Raha Hoon ki Kaise aap log computer mein bol Kar Kisi bhi bhasha mein likh sakte hai Aap belive me ye article padhne ke bad aap aasani se voice typing kar payenge.
Type kar sakte hain Aap isme Hindi mein bhi bol kar type kar sakte hai aur English me bhi apne mobile phones Main Toh Dekha hi hoga ki unme voice typing system Diya Rehta Hai Pehle Se lekin
computer mein Yeh system nahi hota hai to aaj main aap logo ko Bata Ne Ja Raha Hoon Kaise hai aap log Apne computer mein kisi bhi bhasha mein bolkar type kar sake to Chaliye Shuru Karte Hain.
Computer mein bol kar type karne ke fayde
Computer mein bol kar type karne ke bahut Sare fayde hai
- Computer mein bol kar type karne ka sabse accha fayda hai ki aap ko bol kar type karne mein jyada vakt nahi lage ga
- aap isme Kisi bhi bhasha mein bol kar type kar Payenge
- bol Ne Se aapki communication skill better Hogi

Computer mein kisi bhi bhasha mein bol kar Kaise type kare?
Computer mein bol kar type karne ke liye aapko main 2 methods bataunga Jinse aap Apne computer mein bol kar type kar Payenge Oriya fast bhi bahut hai pehle main method 1 Ki Baat Karta Hoon

Method 1
Method number 1 Me main aapko voice typing karne kaise kare Neeche steps Mein bata raha hoon aap unko follow kijiye aur aasani se voice typing kariye
step#1:
computer mein bol kar type karne ke liye aap ko ek website par Jana Hoga Jiska Naam Hai www. Dictation.io Aap Yahan Par click Karke bhi website par Ja sakte hain CLICK KIJIYE

step#2:
Launch dictation par click karna hoga
step#3:
click karne ke baad Aap Ke Samne page open hoga
step#4:
Jis Mein Upar ki taraf 4 lines Dikhai padengi waha par click karke aap kisi bhi bhasa [Language] ko change yani badal sakte Hai waha par aapko bahut sari bhasaye [Languages]mil jayengi aap apni need ke mutabik apni bhasa Language ko select Kar lijiye

step#5:
aur fir neeche dekhiye ek start ka button Dikhai dega Jab aap Us Par click Karenge tab aap ko microfone se bolna hoga jab app usme kuch bhi bolenge to usme likhna shuru ho jayega to ye ek bahut hi achha method Hai apne Computer me kisi bhi bhasa Language me bolkar type Karne ka aur ye bahut ahhi website Hai voice typing ke liye to aap ise jarur try kijiye voice typing ke liye to ye Tha METHOD 1. ab dusara METHOD.
Method 2

Ab hum baat Karne wale Hai Computer me bolkar kaise type Karen ke dusare METHOD ki to ye method bhi pahle ke jaisa hi same Hai aur is method me mai aap logo ko ek aeisi website ke bare me batane ja raha hu Jo ki pure world ki sabse best websites me se ek Mani jati Hai aur aap ise Ek online software bhi Maan sakte hain aur iska naam hai Google Drive aap Google Drive se bahut aasani se voice typing Jani bol kar Likh Paayenge To chaliye Dekhte Hain Ki kaise Hum Google Drive mein voice typing kar Payenge Google Drive me voice typing karne ke liye main niche steps bata raha hoon aap unko follow kijiye aur aap aasani se abhi Google drive type voice typing kar Paayenge
step#1:
sabse Pehle aapko Google Drive Mein Jana hoga CLICK KIJIYE phir ek side mai aap dekhenge new likha hoga us par click kijiye google drive

step#2:
Google docs par click kijiye

step#3:
Upar menu bar me dekhiye tools likha hoga us par click kijiye
step#3:
Voice typing per click kijiye ab Aap Ke Samne Ek red colour ka Mic ka icon Dikhai dega [ aap ise ctrl+shift+s]se bhi Enable kar sakte hain

phir aap apne microphone mein jo bhi bolenge Woh likhne Lage ga to Google drive me voice typing yani bolkar likhne ka Yehi tareeka Hai Or Yakeen maniye ye 1 bahut hi accha Tarika hai voice typing karne ke liyeTo yahi ha Hamara dusra method voice typing ka
Toh aaj ke liye Bas Itna hai I hope aapko a post acchi lagi Hogi aur aap aasani se apne computer mein PC mein voice typing any bol kar likh Paayenge to agar aapko a post acchi lagi ho to ise like aur share kijiye
Aur Agar aapko kuch bhi samajh ne me problem hui ho top comment karke puch sakte hain main Puri koshish karunga Ki Main aapko Dobara samjha saku to ab is post ko Yehi par end Karte Hain aur Milte Hai 1 aur new Jankari ke sath tab tak ke liye Bane rahiye Techineasy ke sath bye bye Thanks for reading…..
agar aap Job se related ya anya koi Latest news ki jankari chahate hai to aap yaha click kar ke pa sakte hai. Latest news ke liye yaha click kare.